Top 10 Best Useful Android Apps Of 2020 In Hindi

top 10 best useful apps 2020

Top 10 Best Useful Android Apps Of 2020 in Hindi – Friends jaise jaise samay badal raha h, technology bhi bahut tezi se aage badh rahi hai. Aaj ke jamane me smart phone ka use bahut tezi se age bad raha h. jiske sath sath android apps ka market bhi bahut tezi se age badh raha hai. jaise jaise technology age badh rahi h, play store par apps ki badh si aa gayi h, isse users ko kai bar achhi apps ko dhundhna thoda muskil ho jata h.

Issi baat ko dhayan me rakhte hue mai apko azz un apps ke bare me bataunga jinko jarur download kr lena chahiye kyonki wo hai 2020 ki best android apps

10 Best Android Apps Of 2020 | Useful Android Apps Of 2020 In Hindi

top 10 best useful apps 2020

1. Snapseed :- PHOTO EDITING APP-

Azkal photo editing ke liye bahut acchi achhi apps chahiye jo ki hame bahut hi achhe features provide krvaye . iske liye aap snapseed ko jarur download kare, iss app ki madad se koi bhi photo ko bahut acchi professional photo me badla jaa skta hain.

key features Of Snapseed App:-

  • Best filters
  • healing option
  • brush
  • hdr option
  • text write on photo
  • many other professional tools

2. Kinemaster :- Best video editing apps for android

jo bhi friends video editing karne ka shok rakhte h,unke liye kinemaster ek bahut hi badiya video editing app hai. iss app kinemaster ki madad se aap kisi bhi video ko ek bahur sandar look de skte hai. youtube video editing ke liye ye no1 apps ho skti hai.

Key Features Of KineMaster :-

  • Multiple layers of videos
  • images & text
  • precise cutting & trimming
  • multi track audio
  • volume control
  • color filters
  • 3D transition& much more pro features

3. Clipboard action:-

iss app ki madad se jitne bhi text,apne smart phone me copy krte h ye app un sabhi text ko ek jagah par save kr leti haur ham unhe jab chahe tab use kr skte hain. ye app har copy kiye gaye text se link,number,location ko bhi alag kr leti hai. ye translaion ka bhi option deti h. smartphone users ko ye app jarur download karni chahiye.

4. Wallpaper craft :- Best wallpaper apps

HD wallpaper download karne ke liye ye app sabse behtrin h,yah app hamare mobile ke resolution ke hisab se hame wallpaper provide krvati hai.

iss app se aap HD,FULL HD,ULTRA HD(4K) tak ke wallpaper download kar skte hai. sabse badiya baat ye h ki ye real size wallpaper hote hai. issme har ghante bad naye naye wallpaper ate h aur sath me ye battery aur data ko bhi save krti hai.

5.Scanbot :- pdf document scanner

scanboot apps mobile users ko mobile me hi scanning ka opton uplabdh krwati hai. iss app se aap free me koi bhi document scan kar skte hjo ki bahut hi easy Aur tezi se. iss app se apko jis document ko scan karna h camera kesamne rakhne par ye apne aap scan kar leti h.
ye usko apne aap resize kar legi aur automatic crop bhi kr legi. scan photo ko aap google drive,dropbox,evernote aur anay jagah pdf me save kar skte h. to online form bharne aur koi anay document scan karne k liye apko ye app jarur dekhni chahiye.

6. Flyso :- Social network

agar aap har social site ko alag alag jagah use krte hue thak gaye h to ye app apko jarur use krni chahiye kyonki flyso ke dwara aap facebook,twitter,instagram tino apps ko ek hi jagah use kr skte hai. iske apko isse download karn hoga. isme 3 tab ek sath chalte h jaha tino website ek sath chalti hain.

7. Gboard :- The google keyboard

Gboard apps google ka hi ek keyboard h lekin ye mobile k normal keyboard se bahut alag hai. iss keyboard se aap gifs, emoji, etc send kar skte h. smart typing,search,adi ka use kar skte h, default number row set hoti h, voice typing option also available, glid typing-finger ghuma ke kr skte hain.

8.Hexlock :- Lock & photo vault

Hexlock ek bahut hi badiya locking apps h,jiski madad se ham ,WhatsApp, emails,sms,photos, gallery, game, apps ko lock kar skte h tadha unhe private rakh skte hain.

isme mobile data,wifi setting ko bhi lock kar skte h. ye private photos ko photo vault me save karne ka bhi option deti hai.

9. BHIM APP :- Cashless India

Note bandi ke baad bharat me cashless parchalan ko badhane ke liye sarkar ki taraf se BHIM app ko launch kiya gya h, launch krne ke bad se hi ye kabhi popular ban gayi h. to cashless use ke liye apko bhi bhim app ko download ker lena chahiye.
BHIM ek bahut hi simple app h jisme apko satrting me 4 ank ka pin generate karna h aur uske baad account se verified mobile number dalne h aur uske baad apna bank select karna h. fir app use kahi bhi cashless payment ke liye use kar skte h.

10. Macrodroid :- Device automation

Macrodroidb apps ki madad se ham smart phone ko automation task krwa skte h ye bahut hi simpe aur step by step kam krti h.

Example:- turn on wifi-ham chahte h ki jab koi nayi app launch ho to wifi on ho jaye to iss app ki madad se ham wo automatic set kr skte hain. iske alawa aap isse -battery level set kar skte h jiske bad sabhi apps apne aap band ho jayenge.

TO DOSTO APKO YE HAMARI JANKARI KAISI LAGI HAME COMMENT KE DWARA JARUR BATAYE AUR APKO KOI DIKKAT AA RAHI HO TO AAP HAME HAMARE FACEBOOK PAGE PR COMMENT KAR SKTE H, JAHA APKO TURNT REPLY KIYA Jaaega.. Also Read – Top 5 Best Post Writing Tools And Apps For Bloggers 2020 And Read This – Best Blogging Apps For iPad 2020 in Hindi

Rohit Maan
Hollo Readers, I'm Rohit Maan And I'm founder CEO Of This Website. I'm A Professional Blogger, Digital Marketing Specialist, And Web Developer. I'm From Churu, Rajasthan