SBI Net Banking या SBI Internet Banking कैसे शुरू करें

SBI Net Banking

Dosto Aapne hamari pichli post me PNB internet banking ke bare me jana tha ki kaise online start ki jati hai.

To chaliye ab hum iss post me SBI Net Banking (SBI internet banking) ke bare me jante hain…

How To Start SBI Net Banking In Hindi

SBI Net Banking
Image From – Google

Step 1:- 
Sabse pehle https://www.onlinesbi.com par jaye.

Step 2:-
Ab home page khulne par PERSONAL BANKING me New User Registration ka option hai, uspar click kare.

Step 3:-
Agle page me ek form khulega. Usme apni sari jankari, jaise Account number, CIF number, Branch Code, Country, Registered mobile number, Facility select kare or Captcha Code dalkar Submit Button par Click kare.

Step 4:-
Ab aapke Register mobile number pe ek one time password aaega use laga ke Confirm par Click kare.

Step 5 :-
Uske bad agle page me 2 option milenge.

  • You have ATM Card (Online Registration Without Branch Visit)
  • You don’t have ATM Card (Activation By Branch Visit)

Hame 1 wala option select karna hai, kyuki hamare pass ATM card hai.

Step 6 :-
Apne ATM card se Rs. 1 Rupay ka transaction karna hoga. Uske liy apne card ki sari detail dale or Captcha code dal ke Submit pe Click kaq de.

Step 7 :-
Aage ke page par Bill dekhne ke bad Pay pe Click kar de.

Step 8 :-
Ab aapko aapka apna user name mil jaega or mobile par bhi sms aa jaega.

Step 9 :-
Ab aapka SBI NET BANKING start ho gaya hai.

Step 10 :-
Home page me jakar Log in kare or apna permanent user name or passward selet kare or apna profile pura kar le.

Dosto mujhe umeed hai ki aapko meri ye post jrur pasand aai hogi. Hame comment karke jrur btae or kisi or type ki help ke liye hame comment me puch sakte hain. Janiye – Blogging क्या है और Blogging कैसे करें Or Internet Se Online Paise Kaise Kamaye

Rohit Maan
Hollo Readers, I'm Rohit Maan And I'm founder CEO Of This Website. I'm A Professional Blogger, Digital Marketing Specialist, And Web Developer. I'm From Churu, Rajasthan