Google Adsense क्या है और Adsense से पैसे कैसे कमाएं

google adsense guide in hindi 2020
Image By Google

Google Adsense kya h or ye kaise kaam karta h or adsense se paise kaise kama skte hai. what is AdSense and how to earn money from blogging. Adsense se kitni earning kar skte h. google adsense account kaise banaye ye puri jankari azz main aap ko pure details se bataunga.

Kyonki google Adsense account banane se pahle Adsense ki basic aur important jankari bahut zaroori h or ye apko bahut bada fayda bhi pahunchayegi. kyonki ek blog banane ke bad sabse important chiz hoti h adsense account bannana , kyonki aap adsense se hi apne mehnat ke paise kama skte h aur financialy strong ho skte h aur jab apko paise milenge to apko motivation bhi milega.

Google Adsense Kya Hai or Adsense Se Paise Kaise Kamaye

google adsense guide in hindi 2020

Google Adsense Kya Hai

Google Adsense Ek advertisement platform h jo google company dwara banaya gya h ye platform online advertising aur marketing ke liye banaya gya hai.

Pahle Google ne adsense ko cost per click (cpc) ke hisab se design kiya hai. matlab ki ye ads par jitne clic honge uske hisab se Adsense account holder ya publisher ko paisa deta h.
Adsense ke dwara blog , website , application or youtube channel par ads ko place karta h Google Adsense ke dwara publisher ki website , blog , youtube channel ko target karya h aur us blog par kis parkar ka content bh ussi ke anusar ads show karta h.

So Google ki ads text, image, video, ke dwra automatically show Karta hao. Google Adsense har parkar ki ads offer Karta h aur online unhe place Karta h apka blog chahe kisi bhi parkar ka ho google ke pass uss parkar ki ads milegi aur wo apki blog par show karega. Google ads apne blog ya website par show karne ke liye sabse pahle ek AdSense account ki jaroorat padti h, jo ki user ke dwara Adsense ke liye apply hota h or google usse approved karta h aur use bad apke blog par ads Laga skate.Google Adsense revenue ka 68℅ publisher ko 28% apne pass rakhta hai.

Google AdSense Se paise Kaise Kama Sakte Hain :-

Maine apko uper bataya tha ki Adsense cost per click (cpc) ke hissab se paise deta hAgar aap google adsense se paise kamana chahte h to apke pass ek google adsense approved account hona chahiye ,tabhi aap apne blog ya website par ads lga skte aur paise kama skte hApne blog ya website par ads lgane ke baad jo ads apke post par dikhai dengi aur koi un par click karega to apko paisa milega.

Adsense Se Paise Kaise Milte Hain :-

google revenue ka 68% publisher matlab apko or mujhko deta h aur 28% apne pass rakh lata h. Simple bhasha me ki jaise Google kisi company ke product ke ads dikhane ke 100 rupees h to 68₹ apko milenge aur 28₹ Google apne pass rakh leta hIss par Adsense intermediate ki tarah kaam karta h or khud bhi paise kamata h aur apne adsense account holder ko bhi paise deta hai.

I think ab apke smjh aa gya hoga ki Adsense se paise kaise kamaye ja skte hai.

Google Adsense Se Kitni Earning Kar Sakte Hai :-

so Iske liye mai apko kahunga ki ye athah paison se bhara hua bag h ,bas apme junun , kabiliyat, aur mehnat karne ki adat honi chahiye. Iss platform se aap itna paisa kama skte h ki apne kabhi socha bhi nahi hoga.

India me bahut se blogger aur youtube mahine ke lakhon rupees {10 lakh,20 lakh,40 lakh, 60 lakh tak kama rahe hai}
To doston paise ki koi kami nahi Adsense me apko kuch samjhne ki hi jarurat h.

Adsense Account Banane Ke Liye Kya Chahiye:-

Adsense account banane ke liye apke pas koi blog , website , youtube channel ya koi play store app honi chahiye jis par aap ads laga skte .agar apke pass blog h to aap Adsense ke liye apply kar skte h. Some basic need:-

1. Email account
2. blog , website,  or youtube channel
3. well design theme of blog

Google Adsense ke liye apply karane se pahle apke blog ya website par kuch jaroori achhe content ,visitor aur jaroori chize honi chahiye (jaise:-about us, contact us, privacy policy, sitemap ye page aapke blog par ho) taki aapka adsense account jaldi se approved ho jaye aur aap paisa kama sake.

Google Adsense Hi Kyu or Ye Other Advertisement Platform se Alag Kaise Hai

Aaz ki online duniya ki sabse badi company h – Google. isliye ye ek bahut hi trusted medium h aur yaha apke sath koi dokha nahi hota h aur apki mehnt ka pura paisa Milt h.

Waise or bhi advertisement medium h lekin wo sabhi trusted nahi .waha apke sath dokha ho skta h aur ho skta h apko paisa bhi na mileLekin Google Adsense bahut lokpriy, trusted aur simple medium h paisa kamane kaYe apko apke paise apke bank account me transfer karta h aur mahine ki (15 se 21 ke bich payment karya h)

To iss parkar aap jaan gye honge ki Adsense kya h aur Adsense se paise kaise kama skte h. Agar apko koi dikkat as rahi ya koi sujhav ho to aap comment box me comment kare.. Thanks..

Agar Aapko Adsense Approval Nhi Mil Raha Hai, To Ye Posts Padhe – Adsense Account Ko Jaldi Approve Kaise Karwaye

Rohit Maan
Hollo Readers, I'm Rohit Maan And I'm founder CEO Of This Website. I'm A Professional Blogger, Digital Marketing Specialist, And Web Developer. I'm From Churu, Rajasthan