Wifi speed slow ho jana jyadatar users ki problem hoti hai.. Apne Ghar, Shop ya Office ki wifi speed slow ho to pareshani hoti hai or har koi iska solution chahta hai.
Read – Top 7 Best Hindi Tech Tips And Tricks Of 2020
Isliye,
Agar aap bhi apni wifi ki slow speed se pareshan hain, to me aapko kuch tarike btauga, jinse aap apni wifi ki speed Boost kar sakte hain :-
How To Boost Wifi Speed – Wi-Fi की स्पीड कैसे बढ़ाएं
Latest Hardware Rakhe
Aap apne wifi ka hardware latest rakhe. Agar Raughter Wirless “A”, “B” ya “G” category ka hai, to use change karna hi acha rahega.. Aap abhi wirless-N Raughter ko use kar sakte hain, or apne computer me bhi “N” card dalwa lein.
Raughter sahi jagah par lagaye
Wifi Raughter ko sahi jahah par bhi lagana bhi bahut jaruri hota hai.. Wifi Raughter dekhne me acha nahi lage, to iska mtlb yeh nahi ki usko kahin chupa kar lagaye.. Raughter ko kisi open jagah rakhe jaha se signal strong mile, or wirless antina ko bhi sahi tarha set kare..
Sahi Wirless Channel Set Kare
Agar aapke padoshi bhi wifi raughter ko use karte hain, to ho sakta hai ki aapki or unki frequency takra rahi ho.. Agar aisa hua to wifi signal or speed slow ho jaegi. Isliye aap Wifi Stumbler ya Wifi Analiser ki help se acchi frequency ka channel set kar sakte hain..
Schedule Reboot Set Kare
Heat, Old Firmwere or Exess downloading se Raughter slow ho sakta hai.. Aise me use Reboot ya phir se start karna hota hai.. Iske liye sabse acha tarika hai ki aap din me ek baar apne raughter ko scedule reboot par rakh dein.. Isse aapka raughter apne aap reboot hota rahega, or aapko achi speed milegi.
Wi-Fi Ki Range Badhaye
Agar aap apne wi-fi ki range ko thoda or badhana chahte hain, to raughter antina ke Aas-Paas Aluemenium ya Khali soda cane (Beer Cane) rakh dein.. Iss se aapke wifi ki range badhegi.
Finally…!
Aap inn tips ko try karke apne wifi ka signal strong kar sakte hain, or apne wifi ki speed badha sakte hain. Aapko yeh jankari kaisi lagi hame jaruru, btaye or achi lagi to apne friends ki help ke liye unke sath bhi share kare. Visit Technical Guruji, For More Hindi Tech News.
- Also Read – Hacking या Hackers से कैसे बचें; Hindi Tips 2020
- Also Read – Photos Sell करके ऑनलाइन पैसे कैसे कमाएं
Wow Great Post Thanks For Sharing
nice post on Wi-Fi की स्पीड कैसे बढ़ाएं