Youtube Video Download कैसे करे – How To Download Youtube Video’s

Youtube Video Download Karne Ke Kuch Tarike: Youtube Videos Kaise Download Kare | Youtube से वीडियो डाउनलोड कैसे करे 2020
Youtube Video Download kaise Kare

Youtube Video Download Kaise Kare – Youtube world ka sabse jyada populer online video watching platform hai.. Youtube par ham apni pasand ka koi bhi video search karke online, bina download kiye dekh sakte hain.. Yaha tak ki iss par hum apna khud ka acha video bhi yaha par upload kar sakte hain.

Lekin, Youtube sirf online video dekhne ka option deta hai.. Jab hame apni pasand ka koi video download bhi karna ho to hum yaha se aisa nahi kar sakte. Yeh Youtube ki sabse badi problem hai…

Kai baar youtube par hame koi aisa video bhi mil jata hai, jisko hum download bhi karna chahte hain, ya aisa bhi hota hai, ki slow internet ki wajah se hum usko jaldi nahi dekh pate hain, or sochte hain ki hum isko hum download karke dekh lein, to hamare samne problem aa jati hai, ki hum aisa kaise kare, kyuki youtube se to hum video ko download nahi kar sakte hain..

Aise me hum koi ‘Third Party‘ Formula try karte hain, or hum koi app download karte hain, jo hume youtube videos download karne me help kare.. Hum kuch third party apps se aisa kar to sakte hain, lekin hame isme kuch problems hoti hain, Jaise –

  • Apni Pasand Ka Video Na Milna,
  • Downloading Me Problems,
  • Apps Me Unwanted Ads Ka Show Hona, etc.

Lekin Socho, Agar aisa koi rasta ho, jis se hum bina koi apps download kiye, Direct apni pasand ka video online hi download kar sake..

To Friends… Aap aisa kar sakte ho or bina kisi app download kiye, direct apna youtube video download kar sakte ho.. Aaj iss post mein, me aapko yahi btauga ki Youtube Video, Bina koi app download kiye Direct kaise download kare…

To Chaliye Jante Hain, Ki Hum Aisa Kaise Kare :-

Youtube video Download कैसे करे – Video Download Karne Ka Tarika

Youtube Video Download kaise Kare

Aisa karne ke liye aapko Websites par jana hoga, or yaha par aapko ek uss video ka URL daalna hoga, jis video ko aap download karna chahte hain…

Step 1 :- Sabse Pehle aap yeh website Open kare – Click Here

Step 2 :- Ab yaha ek page open hoga.. Yaha aapko ek box milega.. Isme uss video ka URL enter kare, jisko aap download karna chahte ho, Or ” Download Video” par click kar dein..

Technical Guruji

Step 3 :- Ab click karne ke baad next page me uss video ke ‘Format or Links‘ aaege.. To aap jis format me video ko download karna chahte hain, uski link select kare..

For Example :- Mp4, Mp3 Formats..

Step 4 :- Ab aapke pasand ke formet select karne ke baad aapka youtube video download hona start ho jaega…

Iske alawa aap ek or website ko try kar sakte ho, jo aapke liye best rahegi..

Step 1 :- Sabse pehle iss web page ko open kro – Click Here

Step 2 :- Yaha par next page par aapko ek box milega, usme Video ka URL enter kare, or “Chose Formet” par click kar dein..

Technical Guruji

Step 3 :- Next page me apna formet select kare, or apna video download kar lein..

Inn websites par videos ko download karne ke aapko kisi bhi type ke koi SIGN UP ya LOG IN ki jarurat nahi padti.. Aap Direct video ka URL type karke, ekdum easy tarike se apna video downloam kar sakte ho…

Iske Alawa Kuch Or Acchi Websites Hain, Youtube Video Download Karne Ke Liye. Yaha Inke Alawa Top 03 Other Websites Yeh Hain –

Note :- Video ka URL lene ke liye Youtube par jao, or apne Video ko select kare.. Select karne ke baad uske url par click karke, usko copy kar lein…

To Friends… Aapko yeh post kaisi lagi, hame jarur btaye or apne kisi bhi type ke quetion ko hame 4 kare.. Kisi bhi type ki other help ke liye apna quetion humse kare… Thanx..

Also Read – Youtube To Mp3 | Youtube वीडियो को Mp3 में कैसे डाउनलोड करें

Rohit Maan
Hollo Readers, I'm Rohit Maan And I'm founder CEO Of This Website. I'm A Professional Blogger, Digital Marketing Specialist, And Web Developer. I'm From Churu, Rajasthan